![]() ![]() Ek, ki gharelu vikas ke kaaryakramon mein pehle baar Videsh Mantralay apni sakriya bhumika nibha raha hai aur doosra, videshon mein base hue bharatiyon ki suraksha hamare In teen varshon mein Videsh Mantralay ki kaaryshaili mein do mahatvpoorn badlaav aaye hain. Aaj videshon mei base hue bharatiyon ka manobal bahut uncha hai aur sankat mein fase hue bharatiyon ka vishwas bahut badhaa hai. Aaj hamare Pradhanmantri ki ginti duniya mei agrani khade hue netaon mein hoti hai.Īaj Bharat vaishvik agenda tai karne mein apni bahut pramukh bhumika nibha raha hai. Aaj main is baat se shuru karna chahungi ki is sachhai ko to aap log sweekar karenge ki gareeb kalyan ke kaaryakramon aur saahsik faisalon ke kaaran hamaari Sarkar ki lokpriyta desh meiīahut tezi se badh rahi hai, main Videsh Mantri ke naate usmein ye jodna chahungi ki vishwa mei bhi Bharat ka prabhutv utni hi tezi se badh raha hai. Press conference karti hoon jo 2015 mein bhi ki aur 2016 mein bhi ki. Main sabse pehle ye kahna chahungi ki teen saal baad aapke beech mein hazir hui hoon aur beech ke antraal mein ye kaam pehle Syed Akbaruddin Ji uske baad Vikas Swarup aur ab utni hi kushalta se Gopal Baglay nibha rahe hain. Ki uplabdhiyon ka byora press ke maadhyam se desh ke saamne rakhega, meri ye aaj ki press conference bhi usi shrinkhla mein aayojit ki gaii hai. Jaisa abhi Gopal bata rahe they ki is Sarkar ne ye parampara shuru ki hai ki kaaryakaal ke har ek varsh ki samaapti ke baad, har mantri apne-apne mantralay Sabse pehle to aaj ki is press conference mein main aap sabka hriday se swagat karti hoon. Dhanyawaad.Įxternal Affairs Minister, Smt. Doosara nivedan ye hai ki kisi bhi ek vishay par 5 sawaal tak poochhe ja sakte hain taaki sabhi vishayon ko sammilit kiya ja sake. Isliye hum ye prarthna karenge ki ek patrakaar ek hi sawaal poochhe aur us ek sawaal ke koi bhaag na ho. In prashno ke baare mein main aapko bata doon jis se ki adhik se adhik logon ko mauka mil sake, Hum is patrakar sammelan ka aarambh karenge maananeeya Videsh Mantri ke vaktavya se, uske baat hum aap sab se prashn lenge jinke uttar Videsh Mantri mahodaya dengi. Hain, main un sabka aur aap sabhi media ke mitron ka sawagat karta hoon. Saal poore kar chuki hai isliye is avsar par jaisa ki pichhale saal bhi hua tha, maanneeya Videsh Mantri hamare beech hain, apne sahyogi Videsh Rajya mantriyon aur videsh sachiv ji ke saath hi Videsh Mantralaya ke anya sachiv aur varishth adhikari yahan par Aaj ka ye vieshesh patrakaar sammelan Mananeeya Videsh Mantri mahodayaa ke saath, jaisa ki aap jaante hain Sarkar apne karyakaal ke teen Sushma Swaraj upasthit hain unke vaarshik patrakaar sammelan ke liye. Good afternoon, a very warm welcome to all of you.Īaj hamare beech hamari Videsh Mantri Mananeeya Smt. Official Spokesperson, Shri Gopal Baglay: ![]()
0 Comments
Leave a Reply. |
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. ArchivesCategories |